FARRAR SONG LYRICS
Paarde pe ane ka mera hai desire
Koi na jaane mere andar ki fire
Parde pe aane ka mera hai desire
Koi na jaane mere andar ki fire
Paarde pe aane ka mera hai desire
Koi na jaane mere andar ki fire
Scene deke dekho
Acting kar jaunga
Ek chance mil jaye
Dance bhi dikhaunga
Ghar chhoda
Ghar chhoda
Duniya se muh moda
Pahuncha Mumbai leke guitar
Faraar Faraar
Faraar Faraar
Hero ban ne aya hoon
Hero banke jaaunga
Hero ban ne aaya hoon
Hero banke jaaunga
Hoga mera bangala,meri car
Faraar Faraar
Faraar Faraar
Parde pe aane ka mera hai desire
Koi naa jaane mere andar ki fire
Lagta bechara chara
Pyaar ka main maara maara
Aage kuaan peeche khai hai
Main bhi anjaana na na
Tune pehchana na na
Kaise museebat ye aae hai
Toota toota dil mera
Khota khota dil tera
Sikka mera chalega ek baar
Hero ban ne aaya hoon
Hero banke jaaunga
Hero ban ne aaya hoon
Hero banke jaaunga
Tu karega mujhse hi pyaar
Faraar Faraar
Faraar Faraar
Paarde pe aane ka mera hai desire
Koi na jaane mere andar ki fire
Toota air city ka aaj bolbala hai
Tu kasi air condition madhubala hai
Famous ho jaaunga shows humei n milenge
London Paris America hum ghoomenge
Pocket mein maal nahi
Jeb mein par kanghi hai
Tere is dil mein bas square foot ki tangi hai
Super duper hero ka mujhpe lagega thappa
Ego mein jeeti hai tujhe lagega dhakka
Abhi se nazar meri utaar
Faraar Faraar
Faraar Faraar
Hero banne aaya hoon
Hero banke jaaunga
Hero banne aaya hoon
Hero banke jaaunga
Tere dil ka main banunga star
Faraar Faraar
Faraar Faraar
Parde pe aane ka mera hai desire
Koi na jaane mere andar ki fire
Scene deke dekho
Acting kar jaaunga
Ek chance mil jaaye
Dance bhi dikhaaunga
Ghar chhoda, ghar chhoda
Duniya se munh moda
Pahuncha Mumbai leke guitar